Redmi note 8 pro details in hindi, Xiaomi note 8 pro in hindi, Redmi note 8 pro

Redmi note 8 pro, Xiaomi note 8 pro details in hindi, Redmi note 8 pro in hindi. 
Redmi Note 8 Pro

XiaomiRedmi Note 8 Pro Redmi note 8 pro abhi haal hi me India me launch huaa hai aur abhi se hi bumper bookings suru ho gayi hai. 21 October se Redmi note 8 pro India me bikna suru ho jayega aur logo me abhi se Xiaomi Redmi 8 pro ke liy jabardast craze dikh raha hai. Redmi note 8 pro waise to 29 August 2019 ko hi launch ho gaya thalekin India me iski bikri ab suru hogi. 

Redmi note 8 pro ke sath diy gay hai kuch khash aur best features. 

Redmi note 8 pro me inbuilt  Alexa features diya gaya hai sath me Google Assistance bhi hai aap in dono ko command de sakte hai. 

Redmi note 8 pro Display 

Redmi Note  8 Pro

Phone ka display ekdum jabardast hai jaise kisi premium phone me milta hai. Phone ka display 6.53 inches touchscreen hai. Iska Resolution 1080×2340 pixels aur aspects ratio 19.5:9 hai. 
DISPLAY
Features IPS LCD capacitive touchscreen, 16M colors
Size 6.53 inches, 104.7 cm2 (~84.9% screen-to-body ratio)
Resolution 1080 x 2340 pixels, 19.5:9 ratio (~395 ppi density)
Protection Corning Gorilla Glass 5
500 nits max brightness
HDR
Redmi note 8 pro me Gorilla glass laga hai jo scarch se protect karta hai .Gorilla Glass ek tarah se splash proof coating hai jo phone ko protect karti hai accidental splashes aur spills se.Gorilla Glass 5 laga hai front aur rear me jo phone ke screen damage hone ki possibility ko kaafi had tak kam kar deta hai.Rubber Seal connector hai jo jo dust aur splashes ko rokta hai.Reinforce corners jo phone ki body ka strenght increse karta hai.

Redmi note 8 pro Camera.

Redmi Note 8 Pro

 Redmi note 8 pro ka rear camera 64 megapixels+8 megapixels +2 mp +2mp.Redmi note 8 pro ke camera me rear auto focus and rear flash bhi hai. Redmi note 8 pro ka front camera 20 megapixels ka hai jo bahut khubsurat selfie leta hai. 
Redmi note 8 pro me 64 mp ka quad camera hai quad camera se ultra high resolution images ke sath sath har ek details capture karta hai. Camera bahut shandaar hai aur 4k video recording bhi karta hai. 1/1.7 large image sensor laga hai. High resolution images capacity 9248×6036 hai. 
Redmi Note 8 pro

Connectivity 
Wi Fi -yes
GPS -yes
Bluetooth -yes,v5.00
NFC -yes 
USB type -c-       yes 
Headphones -3.5mm
Number of sim card -2both are 4G supporting 
Agar aap Redmi Note 8 Pro lena chate hai to jaroor kharide iss diwali aur enjoy kare ek nayi type ki phone majeddar Gaming facilities with powerful camera. 
Redmi Note 8 Pro ki starting price hai 14999 se 17999 tak. 
Redmi Note 8 Pro itne kam daam me camera quality bahut badhiaa de raha hai to jarror Iska fayeda uthay 
Rating 4.8/5 Best in range. No competition. 














टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

जब आप इंतजार और hope करते करते थक जाए तो क्या करें ।

शौचालय है कि नही? 2021 की जनगणना मे पूछे जाएंगे इस तरह के 31 सवाल,केन्द्र सरकार ने निर्देश दिए

Physics और chemistry का नोबेल पुरस्कार विजेता कौन है 2019 मे ।